Shaayari
@vinaynagendra (343)
India
August 9, 2007 11:21am CST
Hey guys hope u all love SHAAYARI!!!
I like Shaayari a lot.
Why not v all express our feelings wid Shaayaris?
Whatsay?2 begin wid...
Arz kiya hai...
Irshaad Irshaad..
Woh na aaye unki yaad aakar wafa kar gayi
Unse minle ki tamanna sukoon tabah kar gayi
Aahat hui socha dua asar kar gayi
Darwaaza khola toh dekha mazaak humse hawaa kar gayi...
1 person likes this
3 responses
@urz_4eva (122)
• United States
30 Aug 07
oh my god i love shayari...i dont right them but i have a huge collection.here are couple of them...
"Jee lete hain koi humein agar kahe bura,dua dekar usse honton ko hum see lete hain, dard ho chahe kaisa, zehar yai chupke se hum pee lete hain"
"zaroori toh nahi ke jine ke liye koi sahara ho, zaroori toh nahi ke hum jiske hain woh bhi hamara ho, kuch kashtiyan doob jaati hain,zaroori toh nahi ki har kashti ke liye kinara ho"
@magic1982 (58)
• India
13 Jun 08
Mere dil me teri aarju-e-mahobbat jalti rahegi,
nazron se merei asq chhalakte rahege
aap chirag bankar dil ko roshan to karo
hum to mom bankar pighalate hi rehege
AApki nigahon mein jab se jhhak ke dekha hai
Koi bhi aaiena achcha nahi lagta
aapki mohabbat pe aise hui hai aashiq
ki aapko hamare sivah koi or dekhe achcha nahi lagta
Ek nazar hamari, ek nazar tumahari
Nazar ne dil ki nazar utari
Nazar ne dekha nazar ko aise ki,
kabhi nazar na lage mohabbat ko hamari.
Asar hai ye unki aadao ka,
jab vo itne pyare lagte hai
jab vo kahte hai vada hai mera
jhhute vade bhi sachche lagte hai.
Ishaq khuda hai, mera ishq ho tum
khuda mere saath hai or uski khudai ho tum
Es duniya se Tumse pahale, mein chala jaoga
aasma par jakaar aashiyana banauga
jahan chand or tare tumahara kahna manege
vaha mein tumhare pyar ka jahan sajaouga.
Mera dil jisne toda vo ek hasina thi
ab jindagi bhar tujhko aansoo peena hai
saath vo agar mera deti to jeet leta
uske bina jeena bhi koi jeena hai
Har kisi ko mohabbat mile jaruri to nahi
Har aankhoo ko khawab mile jaruti to nahi
khuda ki aadat hai itihann lena
har intihaan hum paas kare jaruri to nahi
@jayalaksmi (1039)
• India
10 Aug 07
I am also a great fan of shayri. I had a collection of many shayri and ghazals. I am not sharing it here because i am going to make a site on shayri and am going to post them there. After the site gets completed i will tell the site so that you can enjoy the shayris.