shayari

India
February 13, 2007 3:48am CST
rishte ko man se jataya apne, door hote huye bhi dostana nibhaya apne, kabhi bhul nahi payenge hum apko, kyonki yad rakhna bhi sikhaya aapne.........
2 responses
• India
11 Jun 08
hi friends I love galib shayari very much. Its most of 1 Khudaa humko aisee khudaayee na de ke aapke sivah kuchchh dikhai na de khatawaar samajhegee duniyaa tujhhe ke itni jayada safaayee na de Hanso aaj itna ke is shor mein sada siskiyoo ki sunayee na de abhi to baadan mein lahoo hai bahut kalam chhin le roshnayee na de khuda isi ahsaaas ka naam hai rahe samane or dikhayee na de wah wah wah I love its shar for written by galib you love galib shers. if you love its sher. you can also write me any sher.
@vijiayyar (191)
• Ireland
24 Apr 07
Woh ruthe is kadar ke manaya na gaye Dur itne huye ke paas bolaya na gaye Dil to dil tha koi samundar ka sahil nahi likh diya ek baar jo unka naam mitaya na gaya